Shayari Hindi Mein – Kafan Se Kafan Ko

Kafan Se Kafan Ko Dafan Karne Waalon,
Khusi Se Kasam Ko Wehem Karne Waalon,

Sitam Se Sanam Ka Karam Karne Waalon,
Kantoon Se Jakham Ka Marhum Karne Waalon,

Tamanna Thi Mujhe Bas Teri Saath Ki Phir,
Kyon Dhokha Diya Aye Rehem Karne Waalo!!

Leave a Reply